MIG
1st December 2005, 17:33
Jee han, nazireen o hazrat, apka chaheeta mezban, Migbal Khan hazir hai apkay samnay aik aur dafa….
Aajke program may hum apko aik aisee shaksiyat say milana chahtay hain jinn ka lamba qad or chota dimagh, tamam England and Wales kay liyay baa-i-se Fakhar hai .
To ayeeyay, baghair kissee taakhir kay, hum chotay say noorani siffat, Harmison say kuch piyari piyari baatain karlain ?
TSN:To Harami beta, sorry Harmi beta , pehlay aap hamay batain kay aap kee umer kiya hai ?
Harmi: (rotay huay ) Hum ko humara Ammi, Abboo bohat yaad aata haay, doodh bhee peena hai - Sala…..
TSN: Naheen koyee baat naheen, Harmi, bohat jald aap wapis apnay piyaray Ammi Abboo kay pass jaingay – to phir batain, appki umer kiya hai ?
Harmi: Humara body ka umar bees, pachees hai par humara dimagh ka umer aur bhee bara hai …
TSN: Waqaee ? Acha to aapki dimaghi umer kitnee hai ?
Harmi: 5
TSN: Hain ? Panch to bees ya pachees say kum hai ya naheen ?
Harmi: (head butts Migbal Khan) Tum Pagal hai ? 5 is bigger than 20 or 25 ….tum school naheen gaya kabhee ? idiot kaheen ka, URDU medium battameez sala!
TSN: Aye hai ( apna sar pakar kay), Acha Harmi, yah batain kay Uncle Fletcher apko kaisay lagtay hain ?
Harmi: Bilkul Abboo ka jaisa hai – maynay bathroom janna hai…
Aheeemmm Nazreen Hazrat, thora sa waqfa – Harmi abhee wapis attay hain….
( Bees minute baadh)
TSN: Acha, Harmi beta – apko Mohammad Yousaf aur Akmal kee batting kaisee lagee ?
Harmi: Humaray ko apna Ammi bohat yaad aya..
TSN: Woh Kiyon ?
Harmi: Jubb bhee humara school may larkey log humary pitaee kartay thay to hum Ammi Ammi bohat cheekta tha....Aaj ko MoYo or Akmal ka batting aur shot dekh kay Ammi bohat yaad aya - Aur pata hai kiya ? Freddie nay bola tha kay dont worry lad, hum tumhara catch aglee dafa layga - but aglee dafa aya hee naheen...Bohat abboo bhee yaad arrahay hain..Ab Whiskey millay ga ?
TSN: Challiay, khel chorain, yah batain, Pakistan kaisa laga ?
Harmi: Bohat humara Mulk yaad aya - Billlllkul Bradford jaisa hai...Wohee brown brown log - yah log kiya har jaga hota hai ? Humara Ammi bohat yaad atta hai....Ab Guiness millay ga ?
TSN:Acha, Harmi beta , yah bata-ain, hawai chappal ka naam sunna hai? or Bhala, Phainti kiya hotee hai ?
Harmi: Kiya yah khanay kee cheezen hain ? Kiya yah muft mau milta hai Pakistan may ? Humaray ko kuch naheen pata, Freddie Bhai knows everything....
A huge hawai chappal is seen descending on Harmi, followed by sounds of "hai Ammi, Abboo, Botthoo, Willissoo, Arlottooo - array Ramizooo bachao....MoYo phir mar raha hai..... Sala"
:16: